[ Idhar Zindagi Ka Janaza Uthega ] Zindgi mein dard ka bhi mahatva hai. Jisne "gham" yani "dard" ka anubhav nahin kiya woh ise kya jane. Mukeshji ke dard bhare nagme hamesha pasand kiye jate rahen hai. Is GAZAL mein dard ko is tarah pesh kiya gaya hai ki jab tak shabad dhyan se nahin suno aapko dard ka ehsas hi nahin hota kyonki dhun fast hai.
GIRDHARI SINGH GAHLOT
3 weeks and 5 days ago