- Dhingana
- Community
- TRish Na
- TRish's Public Smartlists
- DHaai AKshaR
DHaai AKshaR
DESCRIPTION
DHaai AKshar-Ye ishaara hain pyar ka... Adhurepan(incompleteness)ka...1-PRemi..2-Jisse pyar karta hain and 3- Jo unke beech mein transparent relation hain ...WAhi.hain dhaai akshar....Jo work comlpete ho jaata hain,ruck jaata hain ...complete hona mar(death) jaana hain..BCz kuch bachaa hin nahin hain karne ko..No momentum no speed ,toh pyar kaisa !!!..PYar toh safar(Journey) hain,jiski koi manjil nahin ....Gar ho to safar ruck jayega hainaa !...Wahin jee(live) sakta hain jo ADHURA hain...Pyar ka nature hain incompleteness..Ye wo jal(water)hain ..Jisse pyass buzhti nahin badhti hain ..ISki masti-Nashe ka koi end nahin hain..YE symbol hain IShwar ka..Infinite() ka....Pyar ka Adhurapan hi usski shchaayi hain...:)
CREATED ON
2008-09-26 20:53:07





Suman MA
7 weeks and 5 days ago
Sada bahaar gaane hain...nice list! :-)
Sneha JS
7 weeks and 5 days ago
Lovely songs....
thumbs up..
premlata rani
7 weeks and 6 days ago
HI.......AWSOME SONGS ND DISCRIPTION IS VERY MEANINGFUL........